Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Life shayari
Maaf krde un logo ko jinne tera dil dukhaya hai,
Maaf krde un logo ko jinne tera mann dukhaya hai,
Kya karega un logo se khafa hoke,
Ek din sb raakh ho jana hai.
Title: Life shayari
Tere naam ki zanzeer || two line Hindi shayari
Kaid mein guzregi jo umar bade kaam ki thi,
Par mein kya karta ke zanzeer tere naam ki thi.💕
क़ैद में गुज़रेगी जो उम्र बड़े काम की थी,
पर मैं क्या करता कि ज़ंजीर तेरे नाम की थी….💕

