Skip to content

Safar aur manzil || two line hindi shayari

Safar bnao aisa ke manzile bhi khud kahe 
Ke musafir aise hone chahiye..🤞

सफर बनाओ ऐसा के मंज़िलें भी खुद कहें
के मुसाफिर ऐसे होने चाहिए..🤞

Title: Safar aur manzil || two line hindi shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Puraane Din || happy days

Hothon pe muskan thi,

Kandho par basta tha,

Sukoon ke mamle me,

Wo zamana sasta tha..! 🙂

Title: Puraane Din || happy days


Reject in love

Unke message se pyar ho gya tha… 💕

Unki taswir se lagaoo ho gya tha… 😍

Unke ek message se dil chakna chur ho gya… 💔

Unke ek lafaz se me kitna dur ho gya… 🕊️

Title: Reject in love