kaash tu zindagi mein kabi aaya na hota
zindagi mein aakr muje pagl bnaya na hota
dene the ansu is ishq k safar mein
to shuruaat mein muje hsaya na hota
pyar kya hai j tune muje smjaya na hota
kaash ye dil mohobbt ka staya na hota
jis pl shuta tha tera hath mere hathon se
kaash vo lamha zindagi mein kabi aaya na hota
Log kehte hain,
Aasmaan mein bhi surakh ho sakta hai,
Bas tabiyat se pathar uchalne ki deri hai..
Himmat na ki pathar uthane ki,
Mano na mano ye galti teri hai..
Raste bhi sazish kar rahe hain,
Waqt ke sath milkar…
Tu phir bhi waqt ke sath na chale,
To ab bhi galti teri hai..
लोग कहते हैं,
आसमान में भी सुराख़ हो सकता है,
बस तबियत से पत्थर उछालने की देरी है…
हिम्मत ना की पत्थर उठाने की,
मानो ना मानो ये गलती तेरी है…
रास्ते भी शाज़िश कर रहे है,
वक्त के साथ मिलकर…
तू फिर भी वक्त के साथ ना चले,
तो अब भी गलती तेरी है….