Skip to content

SAIYAN RE || Whatsapp video status love hindi shayari

Whatsapp status in hindi female voice
Shayari:
Ishq mohobat hota ise agar
haste haste rona
hi iska kam ban jaata
kuchh to hota hai
is dil me bhi yaar
yu toh nahi
j kisi ka gulam ban jaata

Song: saiyaan re
….. ajab hai khumari ajab hai saroor
mujhe kush na kuch to
hua hai zaroor
saiyean re siean re

Title: SAIYAN RE || Whatsapp video status love hindi shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Adhoori Kahaani || love shayari || nazar shayari

Dil to yu hi badnaam hai janaab
Mohabbat to in aankho ki naadani hai. 
Ye to nazre milane se nazre churaane tak ka safar hai
Do chahne walo ki ye adhoori kahani hai… 🥀

दिल तो यूँ ही बदनाम हैं जनाब
मोहब्बत तो इन आँखों की नादानी हैं
ये तो नज़रें मिलाने से नज़रें चुराने तक का सफ़र हैं
दो चाहने वालों की ये अधूरी कहानी हैं!! 🥀

Title: Adhoori Kahaani || love shayari || nazar shayari


Baatein || sad but true shayari || two line shayari

Jab kisi ki batein aap ke sath choti ho jaye
To samjh jao ke vo kahi aur lambi ho rahi hain🙂💔

जब किसी की बाते आप के साथ छोटी हो जायें,
तो समझ जाओ की वो कहीँ और लम्बी हो रही हैं।🙂💔

Title: Baatein || sad but true shayari || two line shayari