Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Mere dil ka aalam || hindi shayari || beautiful shayari
Sirf chehre ki udaasi se
Bhar aaye teri ankhon mein ansu,
Mere dil ka kya aalam hai
Ye to tu abhi janta nhi 🙌
सिर्फ चेहरे की उदासी से
भर आये तेरी आँखों में आँसू,
मेरे दिल का क्या आलम है
ये तो तू अभी जानता नहीं।🙌
Title: Mere dil ka aalam || hindi shayari || beautiful shayari
Reject in love
Unke message se pyar ho gya tha… 💕
Unki taswir se lagaoo ho gya tha… 😍
Unke ek message se dil chakna chur ho gya… 💔
Unke ek lafaz se me kitna dur ho gya… 🕊️
