Skip to content

Sajna tarfa taa na || sad shayari punjabi

Manneya sajna fzool aa par eda jta te na
Je nhi gl krni sidha kehde eda tarhfa ta na.❤

Title: Sajna tarfa taa na || sad shayari punjabi

Tags:

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Khata se pehle || love Hindi poetry

Maar hi daal mujhe chasm
A ada se pahle apni manzil
Ko pahunch jau kaza se
Pahle….!!

Ek nazar dekh lu aa jao
Kaza se pahle tumse milne
Ki tamanna hai khuda se
Pahle….!!

Hashr ke din mein puchunga
Khuda se pahle tumne roka
Nahi kyu mujhe khata se
Pahle….!!

A meri mout thahar unko
aane De zara zahar ke jaam
na De mujhko dawa se pahle.

Haath pahunche bhi na the
Zulf tak yaaro hathkadi
Daal di zalim ne khata se
Pahle…….!!



Muskurana Fitrat Hai || hindi shayari || true line shayari

“ख़ामोशी से भरे लब ज़रूर हैं,
दर्द भी ज़हन में ज़रूर है,
लेकिन मुस्कुराना फ़ितरत हैं||”❤️

Title: Muskurana Fitrat Hai || hindi shayari || true line shayari