Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
baakee jo patthar || heart broken shayari
sang-e-maramar se taraasha khuda ne tere badan ko,
baakee jo patthar bacha usase tera dil bana diya..
संग-ए-मरमर से तराशा खुदा ने तेरे बदन को,
बाकी जो पत्थर बचा उससे तेरा दिल बना दिया…
Title: baakee jo patthar || heart broken shayari
Andhere ki duniya || dard shayari hindi sad
Aksar log andhere ko apni duniya maan lete hain
Kadwi sachhai ko jhel nahi paate hain
Ujjale ki roshni uski andhere ki duniya ko nigal leti hai
Uski iss jhuti Jahan ki badal dati hai
Andhere ki duniya bhale hi jhuti ho sukun ke do pal deta hai
Ujjali Kiran aane waale sach ka kal deta hai
Kya kare yeh dil sach maanta hi nahi
Dhoke kaa maara hai,yakeen karna isko aata nahi
