Skip to content

samandar ke beech || Dard shayari

samandar ke beech pahunch kar fareb kiya usane,
vo kahata to sahee… kinaare par hee doob jaate ham..

समंदर के बीच पहुँच कर फ़रेब किया उसने,
वो कहता तो सही… किनारे पर ही डूब जाते हम..

Title: samandar ke beech || Dard shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Khafaa hona jaroori hai…

Yun toh aap humse kabhi khafaa honge nai,

Par is mohobbat me kabhi kabhi khafaa hona acha hai…

Do jism, ek jaan or ye pyaar jab sacha hai,

Toh is mohobbat me kabhi kabhi khafaa hona kaafi acha hai…

Title: Khafaa hona jaroori hai…


Nazaqat unki || hindi shayari || love shayari

Nazakat bhi unki badi qatil hai .
Jhapakti nazare hai ,aur mare ashiq jate hai😍

नज़ाकत भी उनकी बड़ी कातिल है
झपकती नज़रे हैं, और मारे आशिक जाते हैं 😍

Title: Nazaqat unki || hindi shayari || love shayari