Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Kaun rakhega yaad hame || two line Hindi shayari || best shayari
Koun rakhega yaad hame is daur-e-khudgarzi mein
Haalat aise hai ki logo ko khuda yad nahi rehta💯
कौन रखेगा याद हमे इस दौर-ए-खुदगरज़ी में
हालत ऐसे है कि लोगो को खुदा याद नहीं रहता💯
Title: Kaun rakhega yaad hame || two line Hindi shayari || best shayari
Andheri yeh zindagi
Jaau kaha raahe na nazar aati
naahi ulzhi si ulzhan ki sulzhan nazar aati
neend na aaye raaton ko bin soye najane kitne raate kaati
jo dekh pau raah unme v kaante nazar aa jaati
andhero se ladkr lgte roshni k talash me har roz hum
khushi toh jaise gyb hi hogyi milta nhi kuch v siwaye gum
