Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Mohobbat ki talash || hindi shayari || true lines
Mohobbat ki talash mein nikle ho tum
Are o pagl…
Mohobbat khud talash karti hai
Jise barbaad karna ho🙃✌
मोहब्बत की तलाश में निकले हो तुम
अरे ओ पागल…
मोहब्बत खुद तलाश करती है…
जिसे बर्बाद करना हो🙃✌
Title: Mohobbat ki talash || hindi shayari || true lines
Tera Saath hai Toh mujhe kya || love Hindi shayari
Tera Saath hai Toh mujhe kya kami hai
Teri har muskan se mili mujhe kushi hai
Muskuraate Rehna isi Tarah humesha
Kyonki teri is muskan mein meri jaan basi hai❤️
