Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
teri muhabbat bhee || Sad and dard hindi 2 lines
teri muhabbat bhee kiraaye ke ghar kee tarah thi,
kitna bhi sajaaya par meri nahin huee……
तेरी मुहब्बत भी किराये के घर की तरह थी,
कितना भी सजाया पर मेरी नहीं हुई……
Title: teri muhabbat bhee || Sad and dard hindi 2 lines
Unke diye ghaow || dard hindi shayari
Hamne to pyar bhi itni siddhat se kiya tha unko,
Ki vo mashoor hai aaj saare jamane me,
Or hum lage hai unke diye ghaow mitane me..
Tera_Rohit…✍🏻
