
Ja ta gal la le sanu..
Ja jaan kadd de..!!

Bevajah hi khojta raha meri pareshaniyon me unko,
ab hr koi mere liye pareshan ho jaye ye zaruri to nhi.🙃
wo zara sa pass kya hue hm to kho hi gye unme,
pass akar koi hmesha pass hi reh jaye ye zaruri to nhi. 💔
बेवजह ही खोजता रहा मेरी परेशानियों में उनको
अब हर कोई मेरे लिए परेशान हो जाये ये ज़रूरी तो नही🙃
वो ज़रा सा पास क्या हुए हम तो खो ही गए उनमें
पास आकर कोई हमेशा पास ही रह जाए ये ज़रूरी तो नही 💔
Is Shayari Ka Maatlaab Aese Hai Ki(Ek Shaksh ne Ek Ladki Se Mohabbat Ki Lekin Usse Kaabhi Khe Na Paya. Magar Ek Dusre Ladke Ne Usse Ishaar Kar Diya Aur Uss Ladki ne Bhi Usse Mohabbat Karli.Aur Ye Shaksh Akela Reh Gaya To Usne Ye Shayari Padhi.` 