Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
friyaad karte the || 2 lines hindi shayari
Ab nahi ayege wo din kabhi lautkr😨”
Jinki hm friyaad kiya krte the😑.,.
bhool gye ab wo log😏,
jo hmko yad krke soya krte 😣…@Anjali/D❤.
Title: friyaad karte the || 2 lines hindi shayari
Ek taraf || love hindi shayari
Duniya ka sara nasha ek taraf
Aur teri ankhein ek taraf😍
Duniya ki sari haseen cheezein ek taraf
Aur teri hasi ek taraf🥰
दुनिया का सारा नशा एक तरफ
और तेरी आँखे एक तरफ😍
दुनिया की सारी हसीन चीज़े एक तरफ
और तेरी हसी एक तरफ 🥰
