Skip to content

Save Earth || earth shayari in hindi

God ne earth ko di hai itni

achhi beauty,

Sambhal ke rakhna hai

hamari duty,

Title: Save Earth || earth shayari in hindi

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Dard e dil || heart touching shayari

Meri har shayari dil ke dard ko karti hai byan
Tumhari ankh na bhar aaye kahi padte padte🙃

मेरी हर शायरी दिल के दर्द को करती है बयां
तुम्हारी आँख न भर आये कही पढ़ते पढ़ते🙃

Title: Dard e dil || heart touching shayari


Zindagi || best and true lines

Zindagi mein kai mushkilein aati hain,
Aur insaan zinda rehne se ghabrata hai,
Na jaane kaise hazaaron kaanton ke beech Reh kar bhi
ek phool muskurata hai 🙌

ज़िन्दगी में कई मुश्किलें आती हैं
और इंसान ज़िंदा रहने से घबराता है,
न जाने कैसे हज़ारों कांटों के बीच रह कर भी
एक फूल मुस्कुराता है🙌

Title: Zindagi || best and true lines