Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Vo pal ishq ka || sad in love shayari
Yaad na dilao vo pal ishq ka
Badi lambi kahani hai
Mein kisi aur se kya kahu
Jab unki hi meharbani hai.. 💔
याद ना दिलाओ वो पल इश्क़ का
बड़ी लम्बी कहानी है,
मैं किसी और से क्या कहूं
जब उनकी ही मेहरबानी हैं…💔
Title: Vo pal ishq ka || sad in love shayari
saheb dil diya hai || pyar hindi shayari
Saheb dil diya hai hum ne tumko
Jara to hum pe taras karo,
Etna na tadpao hume.
Beshak, choti he sahi
Magar mulaqat ka waqt to jahir karo…
ਤੇਰਾ ਰੋਹਿਤ…✍🏻
