Skip to content

School life || Hindi shayari || memories shayari

Vo teacher ki dant ,vo pani peene ka          bhana…..
Apna lunch chod kar, dusro ka tiffin churana…..
Juth muth ka roothna, or dosto ka stana…….
Hamesha yaad rhega, school life ka yaarana…….❤️

वो टीचर की डांट, वो पानी पीने का बहाना…..
अपना लंच छोड़ कर, दूसरो का टिफिन चुराना…..
झूठ मूठ का रूठना, और दोस्तों का सताना……
हमेशा याद रहेगा, स्कूल का याराना……❤️

Title: School life || Hindi shayari || memories shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Haseen Maut || Awesome Hindi shayari

Ye maut tujhse haseen c lgti h, zindgi…

Ye Bhin bhin se roop dhare ajati hai,
Kbhi kbhi toh darrati hai kbhi neend se uthati h,
Kbhi raat c andheri kbhi rangeen c lgti h, zindgi…

Ye maut tujhse haseen c lgti h, zindgi…

Ye sukoon se sulati h, firdaus main baithati hai,
Tu thodi toh khudgarz hai pr mujhpe tere kyi karaz hai,
Tbhi roz mujhe thagti hai zindgi

Ye maut tujhse haseen c lgti h zindgi…

Title: Haseen Maut || Awesome Hindi shayari


Mai Ron waleyo cho nai c || sad but true || Punjabi status

Mai Ron waleya cho nai c 
Mai tuttan waleya cho nai c
Mai haar manan waleya cho nai c
Mai ikalle beh ke gallan karn waleya cho nai c 🙃💔

ਮੈਂ ਰੋਣ ਵਾਲਿਆਂ ‘ਚੋਂ ਨਹੀਂ ਸੀ
ਮੈਂ ਟੁੱਟਣ ਵਾਲਿਆਂ ‘ਚੋਂ ਨਹੀਂ ਸੀ
ਮੈਂ ਹਾਰ ਮੰਨਣ ਵਾਲਿਆਂ ‘ਚੋਂ ਨਹੀਂ ਸੀ
ਮੈਂ ਇਕੱਲੇ ਬਹਿ ਕੇ ਗੱਲਾਂ ਕਰਨ ਵਾਲਿਆਂ ‘ਚੋਂ ਨਹੀਂ ਸੀ🙃💔

Title: Mai Ron waleyo cho nai c || sad but true || Punjabi status