Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
aas lagi rehti hai || bepnaah love shayari
Aas lagi rehti hai apse milne ki har pal
na jane kab khatam hongey judayi ke yeh pal
bina didar ke aapke ess dil ka bazar kahan sajta hai
chale jayo jis bhi gali har kinara viran sa lagta hai
mil bethengey ek din sath woh din kahan kitna door hai
chaltey ja rahe hai raste par bina khoof ke aisaa tere pyar ka surror hai.
Title: aas lagi rehti hai || bepnaah love shayari
Tujhe bhool JAun || sad hindi shayari
Tujhe bhool jau agar mere bas mein ho to
Khud ki hi kabar bnwa lu agar mere bas mein ho to
In saajo, wadiyon, fulon sabhi mein tera zikr hai
Inhe bhi mita doon agar mere bas mein ho to 🍂
तुझे भूल जाऊं अगर मेरे बस में हो तो
खुद की ही कब्र बनवा लूँ अगर मेरे बस में हो तो
इन साज़ों ,वादियों ,फूलों सभी में तेरा ज़िक्र है
इन्हे भी मिटा दूँ अगर मेरे बस में हो तो 🍂
