Skip to content

see baat se laga || Attitude Hindi shayari

isee baat se laga lena meree shoharat ka andaaja,
vo mujhe salaam karate hai jinhe tu salaam karatee hain…

इसी बात से लगा लेना मेरी शोहरत का अन्दाजा,
वो मुझे सलाम करते है जिन्हे तु सलाम करती हैं…

Title: see baat se laga || Attitude Hindi shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Barabari nahi hoti ||sad love

raaton me abb use wo baat nahi hoti
ab pehle jaise har ravivar mulaqat nahi hoti
har baar bichdane ka reason bewafai nahi hoti
uski maa ne mana kardiya shadi se
kehkar
hamari our tumari barabari nahi hoti

Title: Barabari nahi hoti ||sad love


True lines || two line hindi shayari

Kisi sehra mein mehkta gulistan na ho jau
Har aib sudhar lu to farishta na ho jau…🙌💯

किसी सहरा में महकता गुलिस्तान न हो जाऊ….
हर ऐब सुधार लू तो फरिश्ता ना हो जाऊ….🙌💯

Title: True lines || two line hindi shayari