Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Dil jakhmi
Dil jakhmi h …jakham mila kisi apne se h!!
Saza bina gunah ki h..saza Dene wala hi asli guneghar h!!
Baat bs waqt ki h…tu Aaj krke har sitam ..kl ka intzar hume bhi h..
Aankho se aansu na nikl jaye toh humara naam badal dena..
Hum tujhe itna yaad aayenge..
Pr frbhi tere paas na aayenge..
Jaa tujhe aazad kiya …Har dua me tera naam liye jayenge..
Title: Dil jakhmi
Pyar v bahut ajeeb aa || Love Punjabi status
Pyar v bahut ajeeb aa,
jis insaan nu paayea v naaa howe
us nu v khohan da darr lageyaa rehnda
ਪਿਆਰ ਵੀ ਬਹੁਤ ਅਜੀਬ ਆ,
ਜਿਸ ਇਨਸਾਨ ਨੂੰ ਪਾਇਆ ਵੀ ਨਾ ਹੋਵੇ,
ਉਸ ਨੂੰ ਵੀ ਖੋਹਣ ਦਾ ਡਰ ਲੱਗਿਆ ਰਹਿੰਦਾ।❤❤
