Skip to content

Mera-mahiya-love-shayari-for-boyfriend

Title: Mera-mahiya-love-shayari-for-boyfriend

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Jazbaat || hindi shayari || love shayari

Mein sayari likhta hu…tum mere jazbaat samaj lo.
Mein alfaaz likhta hu…tum meri Mohabbat samaj lo.
Hai khasiyat yahi hai meri …!
Mein ek dayare mein likhta hu…tum usko meri sharafat samaj lo… !✍️💐💫

मैं शायरी लिखता हूं … तुम मेरे जज़्बात समझ लो।
मैं अल्फाज लिखता हूं…तुम मेरी मोहब्बत समझ लो।
हे खासियत यही है मेरी…!
मैं एक दायरे में लिखता हूं …तुम उसको मेरी शराफत समझ लो!

Title: Jazbaat || hindi shayari || love shayari


kuchh khaas nahin || Shayari for love Hindi 2 lines

kuchh khaas nahin in haathon kee lakeeron mein,
magar tum ho to ek lakeer hee kaaphee hai…

कुछ खास नहीं इन हाथों की लकीरों में,
मगर तुम हो तो एक लकीर ही काफी है…

Title: kuchh khaas nahin || Shayari for love Hindi 2 lines