Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Hakeekat par bhi shak hai || sad but true hindi shayari
Vo umar achi thi jab jooth par ykeen hua karta tha varna aaj to hakeekat par bhi shak hai 💯
Title: Hakeekat par bhi shak hai || sad but true hindi shayari
Jab vo sath hota hai || Hindi shayari || love shayari
Haan…
Khoobsurat hota hai har lamha jab vo sath hota hai,
Yakeen maano,
Uske jate hi mene foolon ko bhi murjhate dekha hai…❤️
हाँ…
खूबसूरत होता है हर लम्हा जब वो साथ होता है,
यकीन मानो,
उसके जाते ही मैंने फूलों को भी मुरझाते देखा है…❤️
