Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Chahat ka Maza || hindi shayari || love shayari
Vo shama ki mehfil kya
Jisme dil khaak na ho
Maza to tab hai chahat ka
Jab dil to jale par rakh na ho❤️🔥
वो शमा की महफ़िल ही क्या,
जिसमे दिल खाक ना हो,
मज़ा तो तब है चाहत का,
जब दिल तो जले, पर राख ना हो…❤️🔥
Title: Chahat ka Maza || hindi shayari || love shayari
very sad whatsapp video status || heart broken hindi shayari || shayari with song || female voice
dil na kisi se lgana || shayari with song || whatsapp video
naaz tha muje jiske ishq pe
usi ne berehmi se mera dil dukhaya hai.!!
groor toda hai mera jo tha muje sachi mohobbat pe
khuleaam bich bazaar mein muje thukraya hai..!!
