Enjoy Every Movement of life!
Dil se lgaya bhi nhi
Dil se bhulaya bhi nhi🍂
Ishq karte rahe unse hum
Aur unhe kabhi btaya bhi nhi🤐
दिल से लगाया भी नही
दिल से भुलाया भी नही🍂
ईश्क करते रहे उनसे हम
और उन्हे कभी बताया भी नही🤐
Prem Parichay Ko Pehchan Bana Deta Hai,
Prem Registaan Ko Gulistaan Bana Deta Hai,
Main Apni Aap-beeti Kehta Hoon Gairon Ki Nahin,
Prem Insaan Ko Bhagwaan Bana Deta Hai.
