Skip to content

Love Hindi Shayari

Love hindi shayari, love shayari, love shayari in hindi, love shayari, romantic shayari, pyar bhari shayari, romantic shayari for gf, bf and wife.

Hindi shayari in english, latest daily updated love and romantic shayari in hindi for whatsapp and fb.

Love is a beautiful thing in our life and love shayari helps us to express our love, feelings for our sweetheart.

We post daily love hindi shayari, pyar hindi shayaris on this page. You can read, submit and share these love, romantic and pyar hindi status.

Me tumahri saadgi || 2 lines hindi love shayari

Me tumahri saadgi ki kyaa misaal du
is saare yahaa me be-misaal ho tum

मैं तुम्हारी सादगी की क्या मिसाल दूँ
इस सारे जहां में बे-मिसाल हो तुम

Tasveer ho gya hu || hindi 2 lines shayari

Unke husn ka aalam na poochhiye
bas tasveer ho gya hu, tasveer dekhkar

उनके हुस्न का आलम न पूछिये,
बस तस्वीर हो गया हूँ, तस्वीर देखकर

Pass aakar bhi ham || hindi shayari in 2 lines

paas aakar bhi ham kitne door hai || 2 lines shayari in hindi
Paas aakar bhi ham kitne door hai


Chahat shayari hindi

Ek saksh hai
vahi laksh hai
jise paana hai maine
woh mera aksh hai

ਏਕ ਸਕਸ਼ ਹੈ,
ਵਹੀ ਲਕਸ਼ ਹੈ,
ਜਿਸੈ ਪਾਨਾ ਹੈ ਮੈਨੇ,
ਵੋਹ ਮੇਰਾ ਅਕਸ਼ ਹੈ,

Bahut bahut shukriya || alone hindi shayari

BAHUT BAHUT SHUKRIYA || ALONE HINDI SHAYARI
Bahut bahut shukriya tera mujhe ishq ka marz karne ke liye
or mubarak ho tumhe mera naam mardo me darj karne ke liye
arey tu hi hai jo mujhe khaali
samay me bhi yaad nahi karti
or mai waqt dhoondta hu beeti yaado par kharch karne ke liye


Woh saamne baithi thi || love shayari hindi

WOH SAAMNE BAITHI THI || LOVE SHAYARI HINDI
Maine bus ke darwaaze me dastak di or woh samne naithi thi
maine bahut koshish ki uski muskaan
dekhne ki
par wo zufo se chehra chhipa kar baithi thi
ek mai tha jo uski nazro se uska haal jaan raha tha
or ek wo thi jo kitaabo se dil lgaa ke baithi thi


Kya likho teri yaado me || Hindi sad and love shayari

KYA LIKHO TERI YAADO ME || HINDI SAD AND LOVE SHAYARI
or kya likhu mai teri yaado me
ab to dard bhi nahi mere alfaazo me
tu taaro se poochhti hai haal mera
arey wo bhi ro padtey hai mere halaato pe