Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Agar mujse mohobbat hai || best hindi shayari
Agar Mujse Mohabat Nahi To Rote Kyu Ho,
Tanhai Me Mere Bare Me Sochte Kyu Ho,
Agar Manzil Juda He To Jane Do Muje,
Lot Ke Kab Aoge Puchte Kyu Ho…🙌
अगर मुझसे मोहोब्बत नहीं तो रोते क्यों हो,
तन्हाई में मेरे बारे में सोचते क्यों हो,
अगर मंज़िल जुदा है तो जाने दो मुझे
लौट के कब आओगे पूछते क्यों हो…🙌
Title: Agar mujse mohobbat hai || best hindi shayari
Zamane Se Mazboor Hain ||Hindi shayari
Ke khata ho gyi ha hamse
Ye ham kubool karte hai
Ke ye ishq ek rog hai
Aur ye rog se ham pidhit hai
Kya kare eas zamane se ham mazboor hai
Chaha ke bhi pas aa nahi sakte
Aur dil se door jaa nhi skte.❤️

