Apni Neend Ka Har Hissa Uske Naam Khaab Kardiya,
Phir Usi Ne Mera Aaram Azaab Kardiya.
Ye Majnu Wale Baal , Ye Muddato Se Na Ayi Huee Neend,
Yaar Ali Ishq Ne To Sara Kaam Kharab Kardiya.
Apni Neend Ka Har Hissa Uske Naam Khaab Kardiya,
Phir Usi Ne Mera Aaram Azaab Kardiya.
Ye Majnu Wale Baal , Ye Muddato Se Na Ayi Huee Neend,
Yaar Ali Ishq Ne To Sara Kaam Kharab Kardiya.
Dil ki hasrat zubaan par aane laggi
tumko dekha aur zindagi muskuraane lagi
ye meri dosti hai yaa diwaangi
har soorat me teri soorat nazar aane lagi
दिल की हसरत जुबान पर आने लगी💑,
तुमको देखा और जिंदगी मुस्कुराने लगी😘,
ये मेरी दोस्ती है या दिवानगी🤔,
हर सुरत मे तेरी सुरत नजर आने लगी👩
