Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Safar aur manzil || two line hindi shayari
Safar bnao aisa ke manzile bhi khud kahe
Ke musafir aise hone chahiye..🤞
सफर बनाओ ऐसा के मंज़िलें भी खुद कहें
के मुसाफिर ऐसे होने चाहिए..🤞
Title: Safar aur manzil || two line hindi shayari
Kuch to baat thi us chehre mein || hindi shayari
Kuch to baat thi us chehre mein
Jo sabkuch bhool gaya hun😐
Puchta hoon kisi se
Shayad apne ghar ka rasta bhool gya hun..😶😶
कुछ तो बात थी उस चेहरे में
जो सबकुछ भूल गया हूं,😐
पूछता हूं किसी से,
शायद अपने घर का रास्ता भूल गया हूं…😶
