Shukar guzar hu tera dost, jo tum meri zindagi mai aaye
Na jane hum kahan kho gaye the, tum hi toh muskurahat le aye
Enjoy Every Movement of life!
Shukar guzar hu tera dost, jo tum meri zindagi mai aaye
Na jane hum kahan kho gaye the, tum hi toh muskurahat le aye

Khali pade hai mere hath dekhlo
Koi nahi hai aaj mere sath dekhlo
Mai jisko dast-e-aab raha qalab-o-jan se
Wo jate jate kah gaye aukat dekhlo💔
खाली पड़े हैं मेरे हाथ देखलो
कोई नही है आज मेरे साथ देखलो
मैं जिसको दस्त-ए-आब रहा क्लब-ओ-जान से
वो जाते जाते कह गए औकात देखलो💔