Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Door rehne do || true line shayari
Main khush hu mujhe khush rehne do,
Main dur hu mohabbaton ke wehamon se mujhe dur rehne do….!!!
मैं खुश हूं मुझे खुश रहने दो,
मैं दूर हूं मोहोब्बतों के वहमों से मुझे दूर रहने दो….!!!
Title: Door rehne do || true line shayari
Pyar ke kaabil na the || hindi shayari
प्यार के काबिल न थे
फिर भी दीवाना बना दिया❤
जिसे बेइंतेहा चाहा उसने
दुश्मन ज़माना बना दिया🙌
Pyar ke kaabil na the,
Phir bhi deewana bana diya, ❤️
Jise beintehan chaha usne,
Dushman zamaana bana diya.🙌
