Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Waqt sikha deta hai kadar karna || hindi shayari
Agar tumhare sath koi rishta nahi rakhna chahta,
To usse door ho jao,
Kyunki waqt khud sikha dega use kadar karna aur tumhe sabar karna..✌️👌
अगर तुम्हारे साथ कोई रिश्ता नही रखना चाहता,
तो उससे दूर हो जाओ,
क्योंकि वक्त खुद सिखा देगा उसे कदर करना, और तुम्हे सब्र करना।✌️👌
Title: Waqt sikha deta hai kadar karna || hindi shayari
Meri maa || hindi shayari || true love mother
Ye rang ,ye jaat ,ye nasal
Ye sb tumhare masle hai
Meri maa to mujhe roz chumti hai❤
ये रंग, ये जात, ये नस्ल
ये सब तुम्हारे मसले है
मेरी माँ तो मुझे रोज़ चूमती है❤

