Skip to content

Sirf sehne wala hi jaanta hai dard ke baare

Sirf sehne wala hi jaanta hai dard ke baare


Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Raste par unhe pukarte dekha hai || Hindi shayari || love shayari

Raste par unhe pukarte logo ko maine dekha hai,
Khidki se unhe zulfe sawarte mene dekha hai
Shayad unhe khabar hai unhe meri nazar lagi hai
Unhe aayine pe apna sadka utarne mene dekha hai…❤️

रास्तों पर उन्हें पुकारते लोगो को मैंने देखा है,
खिड़की से उन्हें जुल्फें संवारते मैंने देखा है,
शायद उन्हें खबर है उन्हे मेरी नज़र लगी है,
उन्हें आईने पे अपना सदका उतरते मैंने देखा है…❤️

Title: Raste par unhe pukarte dekha hai || Hindi shayari || love shayari


Love and Sad Hindi Poem || mujhe ta umar tere

Mujhe tumse kuchh kehna tha
tere aankhon ke nashe me behna tha
tune tanha chhod diya hai mujhe
mujhe ta umar tere saath rehna tha

मुझे तुमसे कुछ कहना था,
तेरे आँखों के नशे में बहना था,
तुने तन्हा छोड़ दिया है मुझे,
मुझे ता-उम्र तेरे साथ रहना था

✍विक्रम

Title: Love and Sad Hindi Poem || mujhe ta umar tere