Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Mohobaat Kise maana jaata hai

Mohabbat usse karo jo Hasil ho sake
aksar jo hasil Nahin Ho
pata usse Mohabbat nahin mana jaata
Title: Mohobaat Kise maana jaata hai
Budhape mein jawani || hindi shayari
Mujhe apane jutoo me bhi rawani chahiye ,
Mujhe tum sab ke chehero par hairani chahiye,
Mai jawaan tha jawaan hi rahe gaya zindagi bhar
Ki ab mujhe apani bhudape me bhi jawani chahiye
मुझे अपने जूतों में भी रवानी चाहिए
मुझे तुम सभ के चेहरे पर हैरानी चाहिए
मैं जवान था जवान ही रह गया ज़िन्दगी भर
कि अब मुझे अपने बुढ़ापे में भी जवानी चाहिए…
