Skip to content

Smiles left inside me || English quotes

Sad English quotes



Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Vo to hum the ||sad but true shayari || sad shayari

vo to hum the isliye 
warna
waqt ke jis daur se hum guzre hai
is daur se koi aur guzarta to guzar jata🙌💔

वो तो हम थे इसलिए
वरना
वक्त के जिस दौर से हम गुजरे है
इस दौर से कोई और गुजरता तो गुजर जाता🙌💔

Title: Vo to hum the ||sad but true shayari || sad shayari


Kamaal ka tana || 2lines hindi shayari sad

Kamaal ka tana deti hai ye duniya ..
AGAR wo tera hai to tere paas kyun nahi …..

Title: Kamaal ka tana || 2lines hindi shayari sad