Skip to content

Sochta tha humne bhi || Hopes shayari

Socha tha humne bhi

Milenge kabhi kisi mod par,

Par kya kare nhi hota bharosa kisi par

Yaara jabse gya tu chhod kar! 🥀Sochta tha humne bhi || Hopes shayari


Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Hamare mutabaadil || Urdu Ghazal or Shayari

HAMARE MUTABAADIL KI TALAASH HAIN UNHE

HUM SHAKAL TO MIL JAAYE UNHE LEKIN HUM SEERAT NA HO

ہمارے متبادل کی تلاش ہیں انھیں

ہم شکل تو لم جائیں انھیں ہم سیرت نہ ہو

Title: Hamare mutabaadil || Urdu Ghazal or Shayari


Kuch khali sa hai || hindi shayari

Sab kuch hai
Fir bhi kuch khali sa hai
Sab to hai
Magar fir bhi tanhai c hai
Tum to ho
Fir bhi khoya sa rehta hu mein,
Sukun bhi hai
Magar bechaini hai ke chodti nhi..

सब कुछ है
फिर भी कुछ खाली सा है।
सब तो हैं
मगर फिर भी तन्हाई सी है।
तुम तो हो
फिर भी खोया सा रहता हूँ मैं,
सुकूँ भी है
मगर बेचैनी है कि छोड़ती नहीं।।

Title: Kuch khali sa hai || hindi shayari