Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Svaal😌 || hindi shayari
Na svaal humne pucha
Na unhone jvab diya
Jo bhi diya
Jarur soch ke kiya💫
ना सवाल हमने पूछा
ना उन्होने जवाब दिया
जो भी किया सोच समझ के किया 💫
Title: Svaal😌 || hindi shayari
Woh saamne baithi thi || love shayari hindi

maine bahut koshish ki uski muskaan
dekhne ki
par wo zufo se chehra chhipa kar baithi thi
ek mai tha jo uski nazro se uska haal jaan raha tha
or ek wo thi jo kitaabo se dil lgaa ke baithi thi

