

Suna tha waqt har jakham bhar deta hai magar yaadein purani ho Jane se kahaniya nhi badla karti
सुना था वक़्त हर जख्म भर देता है मगर यादें पुरानी हो जाने से कहानियां नहीं बदला करती
Sabke saamne dil ki baat nahi hoti,
Akele baat karne ke liye mulakaat nahi hoti,
Toh apni baat chitthi mein likh kar bhej dunga,
Ke zaroorat padne pe tumhare liye jaan bhi de dunga❤
सबके सामने दिल की बात नही होती
अकेले बात करने के लिए मुलाकात नहीं होती
तो अपनी बात चिट्ठी में लिख कर भेज दूंगा
कि ज़रूरत पड़ने पे तुमारे लिए जान भी दे दूंगा❤