Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Tumhe dekh suraj bhi sharmaya hai || Love shayari
Tum pani se nahati ho
Ya pani tumse nahata hai
Ye dekh suraj bhi
Tumhe dekh sharmata hai 🤩😛
तुम पानी से नहाती हो
या पानी तुमसे नहाता है
ये देख सूरज भी
तुम्हे देख शर्माता है।🤩😛
Title: Tumhe dekh suraj bhi sharmaya hai || Love shayari
Ishq ka fakeer || two line hindi shayari
Mein ishq ka fakeer hu sahib
Khairaat mein chahta hun mehboob ko ❤
मैं इश्क़ का फ़कीर हूं साहिब,
खैरात में चाहता हूं महबूब को।❤
