“English Sad Quotes”
“Sometimes even tears can’t express that much pain, As much a smile is hiding”
“Tears are safety valve of the heart when too much pressure is laid on it”
Ye faisla tha tumara ya zamaane ki faramiash thi….khare utare har mod par jab jab aajmaish ki….huye jo door aapse ye bhi to aap hi ki khawahish thi🥀
ये फैसला था तुम्हारा या ज़माने की फरमाइश थी….खरे उतरे हर मोड़ पर जब जब आजमाइश की….हुए जो दूर आपसे ये भी तो आप ही की ख्वाइश थी🥀
Kaisa nasha hai tere pyar ka,
tujhe jitna dur jane ki koshish karte hai,.
Tujhe utna hi apne pass paate hai,
lakh koshish ki tumhe bulane ki ,.
Par bhula nhi paye ,
jab bhi ankhein band karti hun ,.
Tera hasta hua chehra meri neende udaa deta hai,
Aur jab ankhein kholti hun,.
Ton har taraf tum hi nazar aate ho,.
Kaisa nasha hai tere pyar ka ,.
Kaisa nasha hai tere pyar ka