Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
RISHte || true line shayari
Rishto ko waqt aur haalat Badal dete hain
Ab tera zikr hone par hum baat badal dete hain 😊
ਰਿਸ਼ਤੋ ਕੋ ਵਕਤ ਔਰ ਹਾਲਾਤ ਬਦਲ ਦੇਤੇ ਹੈ।
ਅਬ ਤੇਰਾ ਜਿਕਰ ਹੋਣੇ ਪਰ ਹਮ ਬਾਤ ਬਦਲ ਦੇਤੇ ਹੈ😊
Title: RISHte || true line shayari
Ishq || love shayari || two line hindi shayari
Mai us zamane se ishq krta aaya hu
Jis zamane me log ishq ke naam se drte the❤
मैं उस ज़माने से इश्क़ करता आया हूँ
जिस ज़माने में लोग इश्क़ के नाम से डरते थे ❤
