Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Pyar na mila || sad hindi shayari
Zindagi mein vo log bhut khushnasib hote hai,
Jinhe pyar ke badle pyar milta hai,
Par mein to duniya mein sabse jada badnaseeb hu,
Jise pyar karke bhi kabhi na pyar mila aur na hi yaar💔
जिंदगी में वो लोग बहुत खुशनसीब होते है,
जिन्हें प्यार के बदले प्यार मिलता है,
पर मैं तो दुनिया में सबसे ज्यादा बदनसीब हूँ,
जिसे प्यार करके भी कभी न प्यार मिला और न ही यार💔
Title: Pyar na mila || sad hindi shayari
Mohabbat Agar Puri Hoti… || 2 lines hindi shayari
Shayar Bana Diya Adhuri Mohabbat Ne,
Mohabbat Agar Puri Hoti To Hum Bhi Ek Ghazal Hota!

