Skip to content

Stars make me dream so often || English quotes

Dream quotes || english quotes



Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


ishq se vaasta nahi || Sad Love Hindi shayari

Ham toh nadaan parinde he sahib
aasmaan me udhna jante hai
pyar, ishq se vaasta nahi hamaara
inhe toh fakat aansuaan ka sailaab maante hai

हम तो नादान परिन्दे हैं साहेब,
आसमान में उडना जानते हैं,
प्यार, इश्क से वास्ता नहीं हमारा,
इन्हे तो फकत् आँसुओं का सैलाब मानते हैं।
– विक्रम

Title: ishq se vaasta nahi || Sad Love Hindi shayari


Sad Hindi shayari || Ek Yaad purani hai

Sad heart broken shayari hindi yaad || Apne purane kisson ko jara-sa yaad karo
tum
mere diye khatton ka didaar karo tum
gar itna bhi na kar pao to
mere marne ki fariyaad karo tum
Apne purane kisson ko jara-sa yaad karo
tum
mere diye khatton ka didaar karo tum
gar itna bhi na kar pao to
mere marne ki fariyaad karo tum

Title: Sad Hindi shayari || Ek Yaad purani hai