Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
YAHA KA YAHI reh jane wala hai || true line shayari
Is duniya ka kuch bhi mat pakdo,
Yaha sab beh jane wala hai,
Tum kabhi bhi chale ja sakte ho,
Aur yaha ka yahi pe reh jane wala hai💯
इस दुनिया का कुछ भी मत पकड़ो
यहाँ सभ बह जाने वाला है
तुम कभी भी चले जा सकते हो
और यहाँ का यही पे रह जाने वाला है💯
Title: YAHA KA YAHI reh jane wala hai || true line shayari
Me shabad tu awaaz || 2 lines awaaz shayari
“Mein shabd tum awaaz Bano jo adhura hai wo saaz Bano”
Badi mushkil hoti hai iss duniya mein dil ki gehrayion ko samjhne mein tum wo mere dil ki awaaz bano

