Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Tum laut ke aayoge || sad hindi shayari
Tumhare jane ke baad
Yahi vaada khud se kiya tha
Tum laut ke aayoge
Yahi bahana khud ko diya tha💔
तुम्हारे जाने के बाद
यही वादा खुद से किया था
तुम लोट के आओ गे
यही बहाना खुद को दिया था💔
Title: Tum laut ke aayoge || sad hindi shayari
Chingari ka khauf na do humein || sad hindi shayari
Chingari ka khauf na diya karo hme
Hum apne dil mein dariya bahaye baithe hai
Are hum to kab ka jal gaye hote is aag mein
Lekin hum to khud ko ansuyon mein bhigoye baithe hain🙌
चिंगारी का ख़ौफ़ न दिया करो हमे,
हम अपने दिल में दरिया बहाय बैठे है,
अरे हम तो कब का जल गये होते इस आग में,
लेकिन हमतो खुद को आंसुओ में भिगोये बैठे है।🙌
