Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Chhod diya tha likhna me || Hindi Sad shayari image

par aj fir kalam uthayi hai
uski yaad me
waise to #arsh kabhi bolkar byaan nahi karta
par aaj likhega dil ke dard ko apni shayari ke har alfaaz se
Two line hindi shayari || best and true lines
Shaakh se toote patte sa ho gya hoon mein
Kisi ne smeta bhi to jalane k liye..!!
शाख से टूटे पत्तों सा हो गया हूँ मैं
किसी ने समेटा भी तो जलाने के लिए..!!
