Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Khamoshiyan || hindi shayari

Kuch gaur ispe kijiye..!!
Lafzon mein kya rakha hai sahib
Khamoshiyon ko sun lijiye..!!
Title: Khamoshiyan || hindi shayari
Dekh kar andekha kar diya || sad hindi shayari
Humein dekhkar andekha kar diya usne
Band ankhon se pehchanane ka kabhi dawa kiya tha jisne💔
हमे देखकर अनदेखा कर दिया उसने
बंद आंखों से पहचानने का कभी दावा किया था जिसने💔
