Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Jee bhar ke chaha || sad hindi shayari || broken shayari
उसने जी भर के मुझे चाहा था,
और फिर उसका जी ही भर गया💔
Usne ji bhar ke mujhe chaha tha
Aur fir uska ji hi bhar gya💔
Title: Jee bhar ke chaha || sad hindi shayari || broken shayari
Wafa || hindi shayari || ghaint shayari
Kuch alag hi karna hai
To wafa karo mere dost
Majboori ka naam lekar
Bewafai to har koi karta hai💯
कुछ अलग ही करना है
तो वफ़ा करो मेरे दोस्त,
मज़बूरी का नाम लेकर
बेवफाई तो हर कोई करता है💯
