Enjoy Every Movement of life!
yaad aa raha hai navodaya ka wo zamana
Achanak se barish ka aa jana
Aur girls mess mein dinner k liye jana
Dinner toh tha mehaz ek bahana
asal mein har bar tumne hi dekne aana
Waise intezar humein bhi hai us pal ka 🙃
Jab khuda ka deedar ho jaye 😍
Hum usmein aur vo humari ankhon mein kho jaye ❤️
वैसे इंतज़ार हमें भी है उस पल का,🙃
जब खु़दा का दीदार हो जाये,😍
हम उसमे और वो हमारी आँखों में खो जाये ❤️
