Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
BJ ki Kalam se || shayari
Chup raho ab
Kuch na btao kisi ko.
Ro Chuke ho Akele me to ye ankhein na dikhao kisi ko.
Koi puche kya hua to kehna Sab thik hai?
Ab sath apne bithakar na sharab pilao kisi ko.
Title: BJ ki Kalam se || shayari
donon jaanate hai ke || Mohobat Shayari
donon jaanate hai ke,
ham nahin ek-doosare ke naseeb mein,
phir bhee mohabbat din-ba-din be-panaah hotee ja rahee hai.
दोनों जानते है के, हम नहीं एक-दूसरे के नसीब में,
फिर भी मोहब्बत दिन-ब-दिन बे-पनाह होती जा रही है..
