Skip to content

Takdeer roothi hai || sad but true || Hindi shayari

Sad Hindi shayari || Na galat ham Na hmari mohobbat jhuthi hai....rootha hai hamsafar ya takdeer roothi hai..
Na galat ham Na hmari mohobbat jhuthi hai….rootha hai hamsafar ya takdeer roothi hai..



Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Bheegi bheegi raat main

Bheegi bheegi raat main tujhse milna acha lagta hai

Haathon main haath leke Milo dur saath chalna acha lagta hai

Tere saath pyaar ke haseen pal gujarna acha lagta hai

Kuch naa kehke bhi sab kuch kehna mujhe acha lagta hai

Ankho main ankhe bhar ke ek duje ko mehsoos karna acha lagta hai

Iss berang zindagi main khushiyon ke pal bharna dil ko sukoon de jaata hai

Saare gam ko bhula deta hai

Aankho se nami Mita deta hai

Aur Tera paas hona saari Kami Mita deta hai

Title: Bheegi bheegi raat main


Teri judai || love hindi shayari

Sochta hu teri judai me mera kaisa anjam ho gya 🍁
Mai fakat tujhe dekhne ko aaya tha..chalta hu kam ho gya ❤

सोचता हूँ तेरी जुदाई में मेरा कैसा अंजाम हो गया 🍁
मैं फ़क़त तुझे देखने को आया था…चलता हूँ काम हो गया ❤

Title: Teri judai || love hindi shayari