Enjoy Every Movement of life!
Kitni rangeen hain ye dunia,
Jaha sab kuch hain,
Subha ka Kiran saam ka Surya aasth,
Bistaar se dekho toh mil jayegi zindagi ka Manzil,
Lelo maja din ka dhoop aur saam ka hawa ka jhoka,
Pyaar se hatheli par jakad lo iss pal ka mouka! <3
Umar zaya kardi auro ke vajood me kamiya nikalte nikalte itna khud ko trasha hota to khuda mil jata
उम्र जाया करदी औरों के वजूद में कमियां निकालते निकालते इतना खुद को तराशा होता तो खुदा मिल जाता
